Swagat hai aapka Texo Loom channel me! โš™๏ธ๐Ÿญ

Is channel par aapko Circular Loom Machine, PP Woven Fabric Roll Manufacturing aur textile industry se judi har tarah ki jankari live factory se dekhne ko milegi.

Main aapko sikhayunga:

Loom machine kaise chalaye (Operator Guide)

Shuttle me Bobbin lagane ka sahi tarika

Tape cut aur machine setting ki problems kaise theek karein

Agar aap textile machinery me interest rakhte hain ya loom operator ka kaam seekhna chahte hain, toh channel ko SUBSCRIBE zaroor karein!