Hello kaise ho aap sab?🤗 Kuch dino se long videos nii aa pa rahe h, uske liye sorry bss ek do din aur wait kar lo video aane lagenge, mere papa ka accident ho gaya hai, isliye abhi mai shoot kar nahi pa rhi, kal video aa jaye aisa mai poora try karungi.. Tb tk mere shorts video enjoy kro recent me maine kayi saari dresses share ki hai, i hope apko wo video pasand aayenge♥️
Hello yaaro♥️ ki haal??😄 Aur batao kya chal raha hai life me? To next video to kal ya parso me aa jayega, mujhe ye batao uske baad kis topic pe apko video chahiye? Jis topic ke sabse jyada comments honge, usi pe video aa jayega 🤗
Hello♥️ kaise ho aap sab? Life kaisi chal rahi hai? Bahut dino baad aaj video live kiya hai usko nii dekha hai to jaldi se dekh lo aur batana video kaisa laga🤗 Aur next video mai kispe karungi wo maine abhi abhi decide kar liya hai, uske baad mai weight gain pe video karungi.. Aur ha mujhe ye puchna tha ki aap logo ka farewell kab hai? Aur farewell hai to uske liye apko kaisa video chahiye? Kya kya problems hoti hai aur uska solution mai dungi.. skin, dress, makeup saari cheeje share karungi.. To mujhe jaldi jaldi se bata do.. jisse mai decide kar lu ki mujhe kaise kya karna hai😬
Waise apko to pata hi hoga mai bua ban gayi hu🥳😬😂😌🥰 baby ko dekha aap logo ne?🤔
Anchal Shukla
A little late, but how was your Diwali?💛🪷✨
2 days ago | [YT] | 207
View 3 replies
Anchal Shukla
Brother’s Wedding Highlights♥️
https://youtu.be/3S08OOhK3Ho
1 month ago | [YT] | 16
View 0 replies
Anchal Shukla
Hello hamara new vlog dekho new channel pe 🌸♥️
https://youtu.be/fUW5L89lgCM
1 month ago | [YT] | 193
View 2 replies
Anchal Shukla
मन तुलसी का दास हो, वृंदावन हो धाम,
साँस - साँस राधा बसे, रोम - रोम में श्याम !! 🍂
2 months ago | [YT] | 514
View 8 replies
Anchal Shukla
Rakhi diaries 🪷
2 months ago | [YT] | 957
View 7 replies
Anchal Shukla
Hello kaise ho aap sab?🤗
Kuch dino se long videos nii aa pa rahe h, uske liye sorry bss ek do din aur wait kar lo video aane lagenge, mere papa ka accident ho gaya hai, isliye abhi mai shoot kar nahi pa rhi, kal video aa jaye aisa mai poora try karungi..
Tb tk mere shorts video enjoy kro recent me maine kayi saari dresses share ki hai, i hope apko wo video pasand aayenge♥️
3 months ago | [YT] | 41
View 3 replies
Anchal Shukla
Hello yaaro♥️ ki haal??😄
Aur batao kya chal raha hai life me?
To next video to kal ya parso me aa jayega, mujhe ye batao uske baad kis topic pe apko video chahiye? Jis topic ke sabse jyada comments honge, usi pe video aa jayega 🤗
7 months ago | [YT] | 506
View 33 replies
Anchal Shukla
Hello♥️ kaise ho aap sab? Life kaisi chal rahi hai?
Bahut dino baad aaj video live kiya hai usko nii dekha hai to jaldi se dekh lo aur batana video kaisa laga🤗
Aur next video mai kispe karungi wo maine abhi abhi decide kar liya hai, uske baad mai weight gain pe video karungi..
Aur ha mujhe ye puchna tha ki aap logo ka farewell kab hai?
Aur farewell hai to uske liye apko kaisa video chahiye? Kya kya problems hoti hai aur uska solution mai dungi.. skin, dress, makeup saari cheeje share karungi..
To mujhe jaldi jaldi se bata do.. jisse mai decide kar lu ki mujhe kaise kya karna hai😬
Waise apko to pata hi hoga mai bua ban gayi hu🥳😬😂😌🥰 baby ko dekha aap logo ne?🤔
https://youtu.be/PDh_beL8F5E
9 months ago (edited) | [YT] | 443
View 13 replies
Anchal Shukla
Hello.. kaisi rahi ap sab ki diwali?♥️🪔
1 year ago | [YT] | 902
View 21 replies
Anchal Shukla
Hello kaise ho aap sab?💙
Kaisi lagi ye pics??😄 isko kaise banana hai iska tutorial kal aa jayega🤗
Instagram pe bhi follow karo♥️
www.instagram.com/iamanchalshukla?igsh=ZWxveG80NmZ…
Snapchat pe ho kya aap log? Waha bhi aao🥰
snapchat.com/t/Lq7r27Eo
1 year ago | [YT] | 897
View 39 replies
Load more