Technical Gyan मेरे इस प्लेटफॉर्म पे आने का उद्देश्य सिर्फ यह है। की मैं थोड़ा बहुत टेक्निकल ज्ञान आप लोगो तक पंहुचा कर आप के सपनो की कार को भारी मेंटेनेंस से बचाते हुए आप लोगो तक वो सभी जानकारी पंहुचा सकूँ जिसके न होने का फायदा अक्सर कुछ मेकैनिक और सर्विस सेंटर वाले उठाते है । और साथ ही कुछ ऐसी जानकारिया भी आप तक पहुँचा सकूँ जिससे की आप कार ब्रेकडाउन जैसे हालत में खुद अपनी मदद कर सके । और जैसे जैसे आप लोगो का प्यार बढ़ता रहेगा ठीक वैसे ही मेरा आप लोगो की सहायता करने का उत्त्साह भी बढ़ता रहेगा
"धन्यवाद "Thanks
" Technical Gyan"
Email: technicalgyan1919@gmail.com
Technical Gyan
🎉 Hello Family! Unke Liye Badi News Jo Channel Ke Subscriber Hain! 👇
Aaj humne apni YouTube Community ka ek naya feature chalu kiya hai, taaki hum sabhi log ek dusre ke sath jud sakein aur help kar sakein.
Is Community me kya khas hoga?
Aapas me Help: Koi bhi doubt, sawal ya dikkat ho, toh yahan post karke ek dusre ki help kar sakte hain.
Photo Sharing: Aap yahan photos aur screenshots bhi share kar sakte hain!
Exclusive Space: Ye feature kewal hamare Subscribed members ke liye hai, taaki ek safe aur helpful group bana rahe.
👉 Agar aapne abhi tak Channel ko Subscribe nahi kiya hai:
Turant Subscribe button dabayein taaki aap bhi is Community ka hissa ban sakein, apne sawal pooch sakein, photo share kar sakein aur baaki logon ki help kar sakein!
Aap sabka yahan swagat hai! Comment me bataiye, aaj aap sabse pehle kya share karne wale hain? 👇💬
1 week ago | [YT] | 238
View 28 replies
Technical Gyan
Hello Friends… Sunday (16/11/25) 11:00 Am Live milenge Topic hoga Return Of Sierra , Question ready rakhna koshish karunga is baar sabhi ko reply Mile, Intzaar karunga aapka , Post ko like 👍 bhi karte jaana.
10 months ago | [YT] | 127
View 13 replies
Technical Gyan
New Hyundai venue 1.L Petrol Engine and Kia Syros 1.L Petrol Engine Me se Aap khud k liye Kisko Pasand karoge or kyon ? Mujhse kuch suggestion Chahte ho to sawal bhi comment Box me likh sahte ho
10 months ago | [YT] | 108
View 37 replies
Technical Gyan
Upcoming Video ❗GST Cut se Car buyers ko fayda hoga ya Asal Raaz kuch or hai ? Kya lagta hai ? Waiting for Your comments
1 year ago | [YT] | 174
View 25 replies
Technical Gyan
Hello Friends..Maharashtra trip se wapas aa gaya Aaj raat 9:30 pe Milenge live Time mile to aa jana 😊
1 year ago | [YT] | 637
View 60 replies
Technical Gyan
Hello friends Maharashtra Trip pe hoon .Ajj Live mila tha @MasterMindTech se but kuch technical error ki wajah se full live upload nahi ho paya but ye mulakat aur full Maharashtra trip aap @AddyandFamilyVlogs pe sahi se dekh paoge . 30/07/25 wednesday 4 PM fir live milunga . 🙏🙏🙏 Intzaar karunga aana zarur Time me kuch badlav chate ho to wo bhi comment me batana time change bhi kiya ja sakta hai
1 year ago | [YT] | 768
View 86 replies
Technical Gyan
Kia Carens में Full Night Experience And Fuel ⛽ Cost ! full video link👉 https://youtu.be/sKNyvn3eb4I?si=MpIyN...
1 year ago | [YT] | 304
View 0 replies
Technical Gyan
Hello Friends....Live Milunga App sabhi se Kal yani Sunday 15 June raat 10:00Pm . Sorry itne dino se koi live nahi kar paya Kyoki Lagatar tour pe Raha Kabhi YouTube Invitation To kabhi New Car Pdi k liye to Kabhi Mere bete Addy k liye , Addy se yaad aaya Ek New Channel bhi banaya hai @AddyandFamilyVlogs Subscribe kar lena Thoda Or Acche se Samajh Paoge mujhe Or Mere Zinda Rehne K Style Ko ....😊 Intzaar karunga Aap sabhi ka milna zarur 🙏🙏
1 year ago | [YT] | 359
View 23 replies
Technical Gyan
Hello Family New Car ki Talash Chal Rahi hai .Aap Kis brand Ki Car Suggest Kroge? Jise Kharid K Uska Real Experience, problem & Solution, Pros & Cons Sab Kuch Aap se Share Kar Sakun . 🙏Please Comment box Apna Suggestion Zarur likhe Diesel ya Petrol ya Hybrid ya fir Ev ?
1 year ago | [YT] | 155
View 182 replies
Technical Gyan
Hello Family New Car ki Talash Chal Rahi hai .Aap Kis brand Ki Car Suggest Kroge? Jise Kharid K Uska Real Experience, problem & Solution, Pros & Cons Sab Kuch Aap se Share Kar Sakun . 🙏Please Comment box Apna Suggestion Zarur likhe Diesel ya Petrol ya Hybrid ya fir Ev ?
1 year ago | [YT] | 256
View 269 replies
Load more