Namaste ASHA Didi, ANM Didi & Pyari Maaon! 🙏 Maa Aur Bachche Ki Baaten me swagat hai - Mother & Child Health ka trusted channel. Ye channel Bharat ki 10 Lakh+ ASHA, ANM, Anganwadi workers aur har Maa ke liye banaya gaya hai. Yaha aapko milegi aapki bhasha me, field ki practical jankari.
Kya Milega:
✅ ASHA Training: HBNC Home Visit (7 visits), ANC/PNC, Newborn Care, Tikakaran Card, JSY/JSSK/PMSMA
✅ Garbhavastha: 9 mahine ki dekhbhal, 4 ANC janch, poshan, khatre ke lakshan
✅ Maa-Bachcha: Pehle 1 ghante me stanpan, KMC, 6 mahine baad upari aahar, bachche ke 5 khatarnak lakshan
Main hu Mitesh Kadia - 24+ varshon se Social Development Trainer, 30,000+ logon ko prashikshit kiya.
Nayi Video: Har Mangalwar & Shukrawar, Shaam 7 Baje
Subscribe karke Bell 🔔 dabayen. Ye jankari training hetu hai, doctor ki salah ka vikalp nahi. Gambhir sthiti me turant swasthya kendra jayen. Contact: miteshkadia.in