AAPI YE BATAO mein aapko milengi simple, practical aur easy-to-understand skincare, haircare, beauty aur self-care tips jo everyday life mein actually kaam aa saken. πŸ’•
✨ Skincare Problems | Acne, pigmentation, tanning, dull skin, uneven skin tone
✨ Haircare & Hair Fall
✨ Beauty Products | Shampoo, serum, sunscreen, moisturizer, hair oil aur skincare products ka honest guide
✨ Home Remedies | Safe aur practical DIY skincare & haircare remedies
✨ Beauty & Grooming
✨ Bridal Beauty
✨ Food & Beauty Health
AAPI YE BATAO ka goal simple hai:
🌸 Confusing beauty advice ko simple banana.
🌸 Viral claims ko blindly follow karne ke bajaye evidence samajhna.
🌸 Expensive products ke saath budget-friendly options bhi explore karna.
Agar aapko Skincare, Haircare, Beauty Tips, aur Self-Care pasand hain, to AAPI YE BATAO ko subscribe karna na bhoolen. ❀️
New videos on skincare, haircare, beauty & practical self-care.
#Skincare #Haircare #BeautyTips #HairFall #AapiYeBatao


Aapi Ye Batao

πŸ›‘ Har larki ko yeh pata hona chahiye lekin koi is baare mein baat nahi karta! 🀫

Girls, hum rozana apni daily routine mein kuch aisi aam galtiyan karte hain jo hamari health aur hygiene ko affect karti hain. πŸ₯Ί

Glow up sirf face par cream lagane se nahi, balki sahi hygiene se aata hai. Maine is video mein 5 aisi underrated habits share ki hain jo bht simple hain lekin har larki ke liye janna bht zaroori hain! ✨

πŸ‘‡ Kya aap in mein se koi galti toh nahi kar rahin? Abhi click karein aur dekhein:
πŸ”— https://youtu.be/ur7qKtunhX4

#FeminineHygiene #SelfCareTips #GirlsHealth #GlowUpTips

6 days ago | [YT] | 1

Aapi Ye Batao

πŸ‘€ Be honest girls… in 5 hygiene habits mein se aapko sab se zyada kis cheez ka pata aaj chala? πŸ˜‚πŸ‘‡

1️⃣ Clean nails
2️⃣ Neck & elbows
3️⃣ Fresh breath
4️⃣ Perfume layering
5️⃣ Underarm care

Sirf number nahi, apna reason bhi batao πŸ’—
Aur agar aapki koi hygiene tip hai jo har girl ko pata honi chahiye, woh bhi comments mein share karo πŸ‘‡βœ¨

Let’s see… comment section mein sab se common answer kya aata hai! πŸ‘€
Video link
https://youtu.be/bnyPO6v5rio

1 month ago | [YT] | 0

Aapi Ye Batao

Aap sabka lip pigmentation kis wajah se hua hai? πŸ‘‡
1️⃣ Dhoop/Sun exposure
2️⃣ Lipstick/products
3️⃣ Naturally se hi dark
4️⃣ Pata nahi

Comment mein number likhein, main aapke liye next video mein solution banaungi! πŸ’‹

1 month ago | [YT] | 2

Aapi Ye Batao

πŸ’— Aap ke lips naturally pink hain ya dark ho gaye hain?

Agar lips par darkness, dryness ya pigmentation hai to iska reason sirf lipstick nahi hota πŸ‘€

Maine Pink Lips ke liye complete guide banayi hai jisme:
✨ Lips dark hone ki common mistakes
πŸ’„ Kin products se help mil sakti hai
🏠 Safe home-care options
❌ Kaunsi viral remedies avoid karni chahiye

Video jaldi aa rahi hai ❀️

Aapke lips ko sab se zyada kis cheez ka issue hai?
1️⃣ Dark/Pigmented
2️⃣ Dry & cracked
3️⃣ Uneven color
4️⃣ Bas naturally pink karna chahti hoon

Comment mein number batao πŸ‘‡

1 month ago | [YT] | 0

Aapi Ye Batao

Apka Lip problem kia hai?

1 month ago | [YT] | 0

Aapi Ye Batao

Orange 🍊 Peel powder se Skin sach mai white ho jati hai !
Kia tumhai bhi yhi lgta hai?
Lkn sach kuch r hai
Ye kis trh apki skin k liy useful r harmful hai , ClickπŸ‘‡ the link
https://youtu.be/i8Ps3ikxTyo
Abhi comment kro apna experience

1 month ago | [YT] | 3

Aapi Ye Batao

Ap abhi kia use kr rhi hai ?

1 month ago | [YT] | 1

Aapi Ye Batao

Vitamin c serum for brightening market/ Homemade

2 months ago | [YT] | 4

Aapi Ye Batao

Aapka Vitamin C serum🍊 "fast glow" nahi de raha?

Ho sakta hai wajah serum ki nahi β€” ek chota sa detail miss ho raha ho jo 90% log skip kar dete hain.

AJ ki video mein full breakdown milega. πŸ‘€
So don't miss this πŸ‘

2 months ago | [YT] | 2

Aapi Ye Batao

Ap k hairfall ki kua reason hai ?

2 months ago | [YT] | 1