Assalam o Alaikum
Aap sab ka Zaika-e-Tazyeen channel pe welcome hai ۔ aap ko yaha milega easy aur mazedar khane ki recipe veg ho ya nonveg banana ab hua aasan۔
Aap sab se gujarish hai k plz like subscribe or ache comment se humari hosla afzai kare taki aap ke liye la saku mazedar recipes
Zaika-e-Tazyeen
Zaika-e-Tazyeen ki tamam family ko Eid-ul-Adha ki dili mubarakbad! Allah aapki qurbaniyon ko qabool farmaye aur zindagi ke har mor par khushiyan ata kare." Ameen 🤲
5 months ago | [YT] | 4
View 0 replies
Zaika-e-Tazyeen
Zaikedar khane aur aap sabka be-panah pyaar... bas isi ka naam hai Zaika-e-Tazyeen! 🌶️🍲 Aaj hamari mehnat rang layi hai aur hamara parivar officially monetize ho gaya hai! Shukriya mere pyare doston, aapke isi support ne is safar ko aur bhi haseen bana diya. Abhi to safar shuru hua hai, aage milkar aur bhi chatpate aur lazeez zaike explore karne hain! Love you all! 🎉"
5 months ago | [YT] | 3
View 2 replies
Zaika-e-Tazyeen
Meri udan dekh kar aasmaan hairan hai,
Ye mere hoslon ka abhi pehla imtehaan hai. Duniya keh rahi hai ki ruk ja aye musafir,
Magar mere junoon mein baqi abhi pura jahan hai."
10 months ago | [YT] | 3
View 3 replies
Zaika-e-Tazyeen
Assalamualaikum
Dear youtube family members
Kaise ho aap sab?
1 year ago | [YT] | 5
View 2 replies