Learn Quran With Qari Sufiyan

Assalamu Alaikum!
Pyare bhaiyon aur behno,
hum aapka hamare channel "Learn Quran With Qari Sufiyan" par dil se isteqbal karte hain.

Is channel ko banane ka hamara maqsad yeh hai ke bahut se Musalman aise hain jinhone bachpan mein Quran to padha tha, lekin sahi tareeke se padhna ab tak nahi seekh paaye. Saath hi, unke paas kahin jaakar seekhne ka waqt bhi nahi hai.

Isliye, is channel ke zariye hum Quran ki taleem har Musalman tak aasani se pahuchana chahte hain.
Humein umeed hai ke aap is nek maqsad mein hamara saath denge.

Allah hamari is koshish ko sabke liye faydemand banaye. Aameen.



Learn Quran With Qari Sufiyan

Alhamdulillah! ❤️🎉 We’ve reached 1,000 subscribers on Learn Quran With Qari Sufiyan! 📖
Thank you for your love and support. May Allah make this journey a source of Sadaqah Jariyah. Ameen! 🤲🏻

4 days ago | [YT] | 9

Learn Quran With Qari Sufiyan

Say " Alhamdulillah"

1 week ago | [YT] | 4

Learn Quran With Qari Sufiyan

Important ❗

2 weeks ago | [YT] | 6

Learn Quran With Qari Sufiyan

Alhamdulillah! 1 School Ke Students Hamari Video Se Surah Fatiha Ka Sahi Tarika Sikhte Hue...

3 weeks ago | [YT] | 15

Learn Quran With Qari Sufiyan

Tajweed Series!

5 months ago | [YT] | 3

Learn Quran With Qari Sufiyan

Beautiful ?

9 months ago | [YT] | 9

Learn Quran With Qari Sufiyan

Kya Meri Videos Helpful hai?

9 months ago | [YT] | 5

Learn Quran With Qari Sufiyan

Arabic me total Alphabet (Huroof e Tahajji) kitne hai?

9 months ago | [YT] | 5

Learn Quran With Qari Sufiyan

Quran kitne saal me (Naazil ) complete hua?

10 months ago | [YT] | 12

Learn Quran With Qari Sufiyan

Learning the Qur’an: The Best of Deeds

10 months ago | [YT] | 15