Swagat hai "Mamta Ki Bagiya" mein! 🌼🌱

Is channel par hum saanjha karte hain ghar par bagwani (home gardening) ke aasaan, desi aur asardar tareeke.

🌿 Kya aap bhi apne ghar ki chhat, balcony ya angan mein hariyali lana chahte hain?

Toh yeh channel hai aapke liye!

Yahan aapko milenge:
βœ” Ghar par phal-sabzi ugane ke tareeke
βœ” Organic khaad aur mitti ki jankari
βœ” Waste se Best banane ke desi jugaad
βœ” Paudhon ki dekhbhaal aur rog-mukt rakhne ke gharelu nuskhe

Har video mein Mamta ka anubhav aur prakriti ka prem chhupa hai,
jo aapke angan ko ek sundar bagiyaa bana dega.

πŸ‘‰ Subscribe karein aur jud jaaiye hariyali se bhare is khoobsurat safar mein!

🌸 Dhanyavaad!

#mamtakibagiya #gardeningtips #balconygarden #organicgardening #desigardening #composting #plantscare