Assalam o Alaikum! Main Sialkot se hun aur ab Bahrain Gudaibiya me rehta hun. 🇵🇰🇧ðŸ‡
Is channel pe main dikhaunga:
✅ Bahrain me Pakistani ki Life
✅ Jobs aur Visa ki maloomat
✅ Gudiabiya/ Manama ke vlogs
✅ Sialkoti bhaiyon ke liye Bahrain guide
Agar aap Bahrain ana chahte ho ya yahan rehte ho to Subscribe zaroor karo!
Instagram / TikTok: @vlogbahrainl043