Assalamu Alaikum! Humare channel islamic kids stories channel par aapka istaqbal hai. Yahan bacho ki masoomiyat aur Islami taleem ka ek khubsurat milap hai.
Milie hamare kirdaron se:
Faiz (11 saal): Ek samajhdaar aur naseehat karne wala ladka.
Yusra (8 saal): Chulbuli aur shararati, jo apni choti behen Halima ko behkati rehti hai.
Halima (4 saal): Chulbuli, Narm dil aur seedhi bachchi, jo har kisi ki baat par jald yaqeen kar leti hai.
Humara maqsad khel-khel mein bacho ko achi tarbiyat aur deeni samajh dena hai.
Agar aapko hamari videos pasand aayein toh:
👍 Like karein
💬 Comment karke apni rai dein
🔄 Apne dosto ke saath Share karein
🔔 Hamari pyaari si family ka hissa banne ke liye channel ko Subscribe zaroor karein!
Aapka pyar hi hamari taqat hai. Shukriya!