Shabih Abbas Jafri Official 

﷽
This is the Official Youtube Channel Of Nauhakhwan SHABIH ABBAS JAFRI.

Shabih Abbas Jafri
Nauha Khuwan | Student of Ahl al-Bayt (A.S.) | Knowledge, Devotion & Irfan

He is devoted Nauha Khuwan and a student of the teachings of Ahl al-Bayt (A.S.), known for his soulful voice.

His journey in the service of Ahl al-Bayt (A.S.) is deeply rooted in his family heritage. Shabih Abbas Jafri comes from a noble family whose generations have remained closely connected with Azadari, Marsiya Khuwani, Nauha Khuwani, and the remembrance of Ahl al-Bayt (A.S.).
Alongside his work in Nauha Khuwani,

Shabih Abbas Jafri has devoted considerable time to reading and studying books related to Shia beliefs, Islamic thought, the teachings of the Ahl al-Bayt (A.S.), theology, spirituality, and Irfan. His interest in religious literature reflects a desire not only to recite the words of devotion, but also to understand the knowledge and philosophy behind them.



Shabih Abbas Jafri Official

HAIDER ع K SAMNE HE JO ZEHRAس۔ GUZAR GAE💔😭

4 days ago | [YT] | 3

Shabih Abbas Jafri Official

_Alhamd ya ZAHRAس_

Tamam taarifein uss BIBIس ke liye jis ki tamam tarifein ALLAHج ki taarif hai, jis ka parda ALLAHج ka hijab hai aur jis ki izzat ALLAHج ki izzat hai

Allahumma la'an qatalata FATEMAس BINTE MOHAMMADص🔥

ﺍَﻟّلَھُمَّ ﺍﻟﻌَﻦْ قَاتِلی ﻓَﺎﻃﻤﺔﺍﻟﺰَهْرَﺍؑ

#ayamebibifatimaع #ayam_e_Fatimiyah1448h
#upcomingnoha #Noha_Ayam_e_Fatimiyah #shabihabbasjafri

3 weeks ago | [YT] | 7

Shabih Abbas Jafri Official

*HAIDERع utha rahe hain janaza RASOOLص ka*
"koi nahi'n Hai IN Ke Ilawa RASOOLص ka"
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

MAADAR (a) Ke Baad kaisa ye zakhm e jigar mila..
ZAHRAعka dil hai tukde ye dard e padar mila..
BIBIع ko ab yeh gham hai Uthana RASOOLص ka
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

ZAHRAع ka gham bataane ko aaye na kalmago
Laash e NABIص uthaane ko aaye na kalmago
Kal ban raha tha Saara Madina RASOOLص ka
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

ghurbat Pukaarti Hai sabhi Aashiqeen ko..
aao kafan udhaao shahe mursaleeen ko..
Begor o bekafan hai Janaza RASOOLص ka
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

HASNAINع Hain Akele koi Pursadaar ho..
Nana ke gham me'n saath koi ghamghusaar ho..
Tanha hi padh rahe hain woh nauha RASOOLع ka
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

Aye ummati hai dam to Saqifa bayaan kar
Kis Ne Padhi Namaz e janaza bayaan kar
Dekhe'n hai kaun Apna parayaa RASOOLص ka
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ

Kehne ko jo muhib thay wo rukh pher kar Gaye..
Ahd e "WĪLĀ" se saare Musalmaa'n mukar Gaye..
dushman huwa hai kaisa Zamana RASOOLص ka...
ہہہہہہہہہہہہہلہہہہہہہلہہہہہہہہلہہہہہہ
•SHUKR E MAULA MOHAMMADص•

2 months ago | [YT] | 5

Shabih Abbas Jafri Official

Bisme Ali un Waliullah
3rd Kalaam • New Noha Bibi Zainab asws • Moharram 1447 - 2025

• JALGAYE KHAIME •
Coming Soon!

Reciter • Waqar Abbas
Poetry • Janab Hilal Rizvi
Composition • Janab Riaz Hussain

Releasing Soon Only On
youtube.com/@SHABIHABBASJAFRIOFFICIAL

#JalgayeKhaime #WaqarAbbas #NohaBibiZainab

1 year ago (edited) | [YT] | 69

Shabih Abbas Jafri Official

Bisme Ali un Waliullah
New Noha Janabe Ali Asghar asws • Moharram 1447 - 2025



• HAAYE ALI ASGHAR •
Coming Soon!



Reciter • Waqar Abbas
Poetry • Janab Hilal Rizvi
Composition • Janab Riaz Hussain



Releasing Soon Only On
youtube.com/@SHABIHABBASJAFRIOFFICIAL

#HaayeAliAsghar #WaqarAbbas #NohaJanabeAliAsghar

1 year ago | [YT] | 59

Shabih Abbas Jafri Official

☆ GHADEER KE ☆
Releasing Soon!
A Special Manqabat Shot in Najaf Al Ashraf

Reciter ☆ Waqar Abbas
Poet ☆ Janab Wilayat Karbalayi
Composer ☆ Janab Rizwan Ali Zaidi
Audio ☆ Waqar Abbas Records
Video ☆ RAZ

Special Thanks ☆ Rizwan Ali Zaidi - Sayed Aun - Jaffar Ali Khan - Sadique Rizvi - Shoeb Sayed - ACF Journeys

1 year ago (edited) | [YT] | 24

Shabih Abbas Jafri Official

Bisme Ali un Waliullah asws
New Manqabat Imam Reza asws 1446 - 2025

MAULA REZA ع KE SAAMNE!
Coming Soon

Reciter: Waqar Abbas
Poetry: Janab Tauqeer Taqi
Composer: Janab Riaz Hussain

#maularezakesaamne #WaqarAbbas #imamrezamanqabat

1 year ago | [YT] | 37

Shabih Abbas Jafri Official

JAAFAR KI SHAHADAT JO MADEENE MEIN HUWI HAI
PHIR AALE MOHUMMED (SA)PA QAYAMAT KI GHADI HAI

TUKDE KIYA TURBAT MEIN MOHUMMED (SA)KA KALEJA...
JAAFER (SA)KO DIYA ZEHR JO MANSOORE SHAQI HAI...

*BISTER PA TADAPTE RAHE SHABBAR(SA) KI TARAH SE*...
EK AAG HAI ZEHR KI SHIDDAT SE LAGI HAI
*SUM SEENE MEIN JAFER KE JO POHNCHA HAI KHUDAARA*
*DIL TUKDE HAI ANDER SE KOYEE CHALTI CHUHRI HAI*

WO ILM KA KHAZZAN UTHA AAJ JAHA'N SE..
TAFSEER JO MASOOM NE QUR'AAN KI HAI...

*JAFER (SA)KE JANAZE PA HAIN YUN MOOSIYE KAAZIM*(SA)..
*AMMAMA NAHI SAR PA YATEEMI KI GHADI HAI*...

*TURBAT SE NIKAL AAYE ALI KHAAK UDHAATE*..
*PHIR CHAAK GAREEBA'N KIYE MATAM MEIN NABI(SA) HAI*...

SADIQ (SA) KI SHAHADAT PA HAI SHIYYON KA AJAB HAAL..
SAR PEET TE HAIN KOYEE KAHEE'N SEENA ZANI HAI...

*WA HASRATA WA GHURBATA WAWAYLA AY MOULA*
*ISLAM KE HONTON PA YAHI NOUHAGARI HAI*...

HAI SARFE AZA AAPKI AOULAAD KE GHAM MEIN...
YE MAATAMI SANGAT JO RASOOLE ARABI HAI...

HUR BAADE NABI AALE NABI (SA) KAYSE GUZAARE...
UMMAT HAI NABI KI JO KABHI CHAYN NA DI HAI...
✍️HUR HYDERABAD

1 year ago | [YT] | 15

Shabih Abbas Jafri Official

Kya EID kaisi EID shahe lafataah ke baad

1 year ago | [YT] | 4