Namaste! 🙏
Mera naam Jeet hai aur Nandvanshi Morya channel par aap sabhi ka swagat hai.
Is channel par hum Rajasthan ki bhakti aur sanskriti ko samarpit videos share karte hain. Hamare saath judiye aur dekhiye:
🚩 Shree Devnarayan Ji ke bhajan aur jagran.
🔱 Maa Bhawani ki aarti aur devotional sangeet.
🎶 Shandaar Bhajan Sandhya aur cultural programs.
📱 Saath hi aapko yahan bhakti Or Motivation bhare Shorts bhi dekhne ko milenge.
Bhakti ke is safar mein hamare saath judne ke liye channel ko SUBSCRIBE zaroor karein aur bell icon dabayein.
Jai Shree Devnarayan! Jai Maa Bhawani! 🚩