Technical Solution



Technical Solution

isi bhai ko GameLoop update ka problem aa raha hai to woh meri video dekh sakta hai. YouTube par kisi ne bhi iska fix nahi bataya hua. Matlab, mere liye to woh fix work nahi kar raha.

4 weeks ago | [YT] | 0

Technical Solution

Game, App, or Emulator Crashing? Stop Wasting Time! 🔥

New video is live! 🎬

If your games or apps are failing to launch, crashing, or throwing missing .dll / DirectX errors—and manual fixes are too annoying—check out FixBuff:

❌ Zero tech skills required

❌ No risky DLL downloads from sketchy sites

⚡ Fixes crash & runtime errors automatically in a few clicks

📺 Watch full fix video: [https://www.youtube.com/watch?v=00gO0...]
🌐 Official Site: www.fixbuff.com/en?cid=11006
🚀 Direct Download: bit.ly/4h1eRYZ
FixBuff
FixBuff
Scan and repair common Windows gaming issues in one click.

1 month ago | [YT] | 1

Technical Solution

🔥 CONGRATULATIONS! LOW-END PC GAMERS 🎉🔥

Jo log Emulator par PUBG Mobile khelte hain aur unke paas Low-End PC hai, unke liye bohat badi khushkhabri hai! 😍

Officially PUBG Mobile Lite announce ho chuka hai! 🚀 Ab aap apne Low-End PC par officially PUBG Mobile khel sakte ho. 🎮🔥

Sab se mazay ki baat ye hai ke aap Official Global Server par play kar sakte ho, aur kisi restriction ka issue nahi hoga. 🌍✅

Aur iska size bhi reportedly 1GB se 4GB tak bataya ja raha hai — lekin ye abhi estimated size hai. 📦

To jo log Low-End PC par PUBG Mobile khelne ka wait kar rahe thay, un ka dream ab sach hone wala hai! ❤️‍🔥🎮

🔥 Low-End PC + PUBG Mobile = Finally! 😍

2 months ago | [YT] | 8

Technical Solution

Hi public ❤️
Sab se pehle aap sab ki support ka dil se shukriya… 🫶
Main kaafi time se PUBG Mobile Emulator par videos upload karta aa raha hoon, aur bohat si tricks aur methods share kiye jo aaj bhi kaafi YouTubers, streamers aur emulator content creators use karte hain — jaise X Mouse Filter aur bohat si optimization settings.

Lekin shayad ab main pubg mobile ko specially focus karke videos na banaun… 💔
Kyun ke mujhe ek strike receive hui hai bina kisi proper reason ke. Aur sab se buri baat ye hai ke main usko properly counter bhi nahi kar sakta, kyun ke Tencent ki taraf se koi direct support ya server hi available nahi jahan banda baat kar sake… har jagah se offline lagta hai.

Isi wajah se ab main PUBG Mobile Emulator ki tips & tricks wali free videos pehle ki tarah focus karke nahi dalunga. faida nahi hai bhai
Main ne apni taraf se jitna free content aur knowledge dena tha, dil se diya ❤️

Ho sakta hai kuch logon ko meri baat buri lage… lekin public meri majboori bhi samjho yaar 😔
Ek channel ko khara karne mein bohat zyada time, struggle aur mehnat lagti hai.
Jo meri ek video delete hui hai na… us ek video ko banane mein mujhe 4 din lage the. Editing, thumbnails, SEO research, testing… meri videos ke peeche bohat zyada hard work hota hai.

Normal jo emulator wali videos aap dekhte ho, unmein shayad itni detailing na ho… Kyun ke main quality par focus karta hoon, quantity par nahi lekin main har cheez properly test karke upload karta tha. Aur jab bina reason ke video ya strike aa jaye to dil toot jata hai 💔

Isi liye ab agar kisi bhai ko Emulator Optimization karwani ho, to wo paid basis par hogi.
Aur trust me, main truly proper optimization karke deta hoon, kyun ke main pehle bhi kaafi emulator companies mere sath kam kr chuki — jaise GameLoop, BlueStacks aur LDPlayer. mumu play

Mere paas wo experience hai jo shayad ho. Aur optimization niche mein mera channel bhi kaafi purana hai.

Simple requirement ye hai ke aap ke paas kam se kam ek normal decent PC ho.
Baaki optimization mujh se karwa sakte ho ❤️

Aur believe karo… mujhe bhi ye sab bolte hue acha nahi lag raha 😔

5 months ago | [YT] | 26

Technical Solution

Mujhe apni video ke project ke liye internet ke routes ki kuch information chahiye. App me se jo bhi strong fiber use kar raha hai, meri is Discord ID ismailbutt pe mujhe request send karein. Aur jis naam se request send karein wo naam aap neeche likh dein taake main accept kar loon

1 year ago | [YT] | 14