Assalamu Alaikum! Welcome to Kitabi Muslim.
Is channel par Qur'an aur Sahih Hadith ki roshni mein authentic Islamic knowledge share ki jati hai. Hamara maqsad sahih ilm ko aasaan aur daleel ke sath pesh karna hai.
Allah hum sab ko deen ki sahih samajh ata farmaye. Ameen.