Welcome to my profile 💓"Kya aap apna agla din productive banana chahte ho? Yeh video aapki soch badal dega! Abhi subscribe karo aur har din ek naya positive step lo."

🔴join my facebook page www.facebook.com/share/1FKzruEyGD/


Busy_life4959

Hlo everyone 🫶 kaisi chal rhi ap sab ki padhae 🤔

14 hours ago | [YT] | 13

Busy_life4959

2 saal… 🥹❤️
Is ek envelope tak pahunchne mein mujhe poore 2 saal lag gaye.
Aaj finally mere haath mein mera Google AdSense PIN hai. 🥹✨
Chhota sa envelope hai, lekin mere liye bahut badi achievement hai. ❤️
Dream → Reality. 🥹✨
Thank you to everyone who has been a part of this journey. 🫶🏻
“Bas yahi toh reason tha itna wait karne ka… 🥹❤️”

2 weeks ago | [YT] | 37

Busy_life4959

🪷 गणेश चतुर्थी की हार्दिक शुभकामनाएँ 🐘❤️
✨ गणपति बप्पा मोरया! ✨
बप्पा आपके जीवन में खुशियाँ, शांति और सफलता लेकर आएँ।
आपकी हर मेहनत रंग लाए और आपके सारे सपने पूरे हों। 🥹❤️
🙏 गणपति बप्पा मोरया! 🙏
🌺 Happy Ganesh Chaturthi 🌺
आज का छोटा सा reminder:
"जहाँ मेहनत सच्ची हो, वहाँ बप्पा का आशीर्वाद जरूर होता है।" ❤️📚

1 month ago | [YT] | 42

Busy_life4959

Aaj padhai ho rahi hai ya Raksha Bandhan enjoy? 😄

1 month ago | [YT] | 6

Busy_life4959

🌸 Happy Raksha Bandhan everyone! 🥰❤️
Aaj ka din bhai-behen ke pyaar aur bonding ka din hai ✨
Aap sab apne bhai/behen ke saath Raksha Bandhan kaise celebrate kar rahe ho? 🪢🎉
Comment karke zaroor batana 🥰👇
Aur aap sabko Happy Raksha Bandhan

1 month ago | [YT] | 19

Busy_life4959

Guys, aap log batao ❤️
Kya main YouTube par NEET PYQs solve karna start karu? 📚

Chapter-wise PYQs + solutions ke saath ✨

Agar aap log interested ho toh main iski proper series start kar dungi 👀

YES / NO? 👇

2 months ago | [YT] | 38

Busy_life4959

🇮🇳 Happy Independence Day everyone! ❤️
Proud to be an Indian. 🇮🇳
And proud to be future doctors. 🩺
Keep working hard for your dreams.
One day, we’ll serve our country with our knowledge.
Let’s make our parents and our nation proud. ❤️
Jai Hind! 🇮🇳

2 months ago | [YT] | 85

Busy_life4959

🌅 Big Update! 🎀

1 August se roz subah 3:30 AM LIVE Study Session shuru! 📚✨

Jo bhi serious aspirants hain aur apna dream college crack karna chahte hain, un sab ke liye ye perfect opportunity hai. 💯

⏰ Time: 3:30 AM (Daily) 📖 Focus: NEET 2027 | Study With Me | Productive Morning Routine

Agar tum bhi apni consistency improve karna chahte ho, to kal se live join karna mat bhoolna. ❤️

Comment me "I'M READY" likho agar tum bhi Day 1 se mere saath padhoge! 🔥

2 months ago | [YT] | 54

Busy_life4959

🎊 2000 Subscribers Complete! 🎊

Yakeen nahi ho raha ki hamari chhoti si study family aaj 2K ho gayi hai. ❤️

Jab maine channel start kiya tha, tab sirf ek sapna tha — apni journey share karna aur consistency maintain karna. Aaj aap sabke support se 2000 subscribers complete ho gaye. 🥹✨

Har view, like, comment aur support ke liye dil se thank you. 🙏

Ab AIIMS BSc Nursing 2027 preparation aur daily study challenge ke saath milkar aur bada target achieve karenge. 🚀

Next Target: 🎯 5K Subscribers

Thank You My Study Family ❤️✨ #2KSubscribers #ThankYou #StudyVlog #AIIMSBScNursing #BusyLife4959

3 months ago | [YT] | 48

Busy_life4959

🤔 Confused hu... Aap log batayiye!

B.Sc Nursing ❤️ ya Physiotherapy 💙

Agar aapko dono me se ek course choose karna ho, to aap kis course ko select karenge aur kyu?

✅ Better career opportunities
✅ Good salary growth
✅ Job security
✅ Future scope

Vote karo aur comment me apni reason bhi batao! 👇
#BScNursing #Physiotherapy #CareerGuidance #MedicalStudent

3 months ago | [YT] | 31