Sada-e-Madina 🕌 में आपका स्वागत है।
इस चैनल पर आपको Naat Sharif, Qawwali, Islamic Shorts, Bayan aur Noorani Kahaniyan की दिल को छू लेने वाली वीडियो मिलेंगी।
हमारा मकसद Mohabbat-e-Rasool ﷺ, अहले बैत की मोहब्बत और दीन-ए-इस्लाम की खूबसूरत बातें लोगों तक पहुँचाना है।
अगर आपको नात, कव्वाली और इस्लामिक स्टोरी पसंद हैं तो Sada-e-Madina चैनल को Subscribe करें और इस सफर में हमारा साथ दें। 🤍✨

Sada e Madina, Naat Sharif, Islamic Shorts, Qawwali Status, Ya Rasool Allah, Madina Status, Islamic Story, Noorani Kahani, Islamic Bayan, Naat Status, Islamic Video, Muslim Shorts, Islamic Channel



Sada e Madina

Masjide nababi

1 week ago | [YT] | 0

Sada e Madina

Ya Nabi ﷺ Salam Alaika, Ya Rasool ﷺ Salam Alaika 💚🥺

Na daulat ki talab hai, na duniya ka koi gham,
Bas Madine bula lijiye, Aaqa ﷺ ho jaye karam. 🤲💚

Gareeb hain hum, magar umeed badi rakhte hain,
Aap ﷺ ke dar se kabhi khaali nahi lautne ki aas rakhte hain. 🌹🥺

2 weeks ago | [YT] | 53

Sada e Madina

🥹❤️ Teri Yaad Se Roshan Mere Dil Ka Jahan Hai,
Ya RasoolAllah ﷺ Aap Se Hi Meri Pehchaan Hai. 🌹🕌✨

3 weeks ago | [YT] | 4

Sada e Madina

Eid Milad-un-Nabi ﷺ | Dil Se Salām 🌹

1 month ago | [YT] | 37

Sada e Madina

🌙✨ “Chahne Walon Ko Bhi Eid Mubarak 🤍
Aur Humein Bhool Jane Walon Ko Bhi Eid Mubarak 😊🌸
Jo Saath Hasse Unko Bhi 🌹
Aur Jo Rula Gaye Unko Bhi Eid Mubarak 💫🥺
Allah Sabke Dil Khush Rakhe 🤲🕊️
Mohabbat Baantte Rahiye Aur Muskurate Rahiye 😊🌙
— Sada E Madina YouTube Channel 📺✨”

4 months ago (edited) | [YT] | 112

Sada e Madina

🌹💔
Duniya ne dard itne diye ke bikhar gaye,
Par ya Rasool Allah ﷺ aap ka naam le kar sambhal gaye।
Jab bhi udaas dil ne Madine ko yaad kiya,
Aankhon se aansu nikle aur gham sab nikal gaye ✨

4 months ago | [YT] | 2,632

Sada e Madina

Unke dar ka faqeer hoon, yehi meri pehchaan hai 🤲
Mere Mustafa ﷺ ki mohabbat hi meri jaan hai ❤️🥹

4 months ago | [YT] | 2,736

Sada e Madina

✨Unke dar ka gada hoon yehi meri pehchan hai 🌹
Mere lab par sada bas Mere Aaqa ka naam hai ﷺ ❤️

4 months ago | [YT] | 101

Sada e Madina

✨️❤️ Tere dar ki hawaon ka asar lagta hai,
Mera dil bhi Madine ka safar lagta hai. 🌙🕊️

4 months ago | [YT] | 3,498

Sada e Madina

Chehre pe smile 😊 aur dil mein bade khwaab rakhta hoon ✨
Main thoda simple zaroor hoon, par sabse alag andaaz rakhta hoon 💫

4 months ago | [YT] | 75