Afkar -E- Ahle Sunnat

Assalamu Alaikum dosto 🌸
Afkar-e-Ahle Sunnat ek Islami YouTube channel hai jahan
πŸ“– Qur’an o Hadees ki roshni mein
πŸ•Œ Ahle Sunnat wal Jamaat ke aqeede ke mutabiq
πŸŽ™οΈ Islami Bayanaat, Deeni Taqreer, Islaahi Guftagu, Naat Shareef, Sunni Masail aur Deeni Maloomat pesh ki jaati hai.
Is channel ka maqsad hai ke
βœ”οΈ Islam ki sahih taleemat
βœ”οΈ Maslak-e-Ala Hazrat ka paighaam
βœ”οΈ Aam logon tak asaan aur samajhne layak andaaz mein pohanchaya jaye.
πŸ‘‰ Channel ko Subscribe karein
πŸ‘ Video ko Like karein
πŸ” Aur Share karke sawab-e-jariya hasil karein.
πŸ“Œ Keywords:
Ahle Sunnat, Sunni Bayanat, Islamic Bayan, Deeni Taqreer, Naat Sharif, Maslak Ala Hazrat, Qur’an Hadees, Sunni Islam, Afkar e Ahle Sunnat

WhatsApp guroop joining link
Follow this link to join my WhatsApp group: chat.whatsapp.com/FqqVL362F7ZEqgwJDhECU5?mode=gi_t
JazakAllahu Khair 🌹


Afkar -E- Ahle Sunnat

*Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah*
Aaj Baad Namaz e isha
*Markaz E ahle Sunnat*
*Masjid E ghareeb Nawaz* Me Zaroor Tashreef layen Aur
*Mahfil E Naat Wa Zikr* Me Shirkat Farma kar Aqeedat Wo Muhabbat Ke Izhar Ke Sath Sath Apne Ilm wo Amal Me Bhi Khoob izafa farmayen
*Addai!*
JRM *(Jamat Raza-e-Mustafa)* B.Kalyan

5 days ago | [YT] | 4

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Aao Chalo Chalein!*
Hasan Road (Belur), Karnataka Chalein
Tafseelat Ke liye Postar Ka Muta'ala Karen
----------------------------------
*Sawal:*
Kya farmate hain Ulama-e-Kiram is mas'ale mein ke Hinduo ke tehwar jaise Holi, Dussehra, Diwali wagairah ki mubarakbaad dena kaisa hai?
*Neez,* in tehwaron mein shirkat karna, mithaiyan aur Prasad khana ya unhein dena, ya bataur-e-mubarakbaad tohfe tohfay dena, bonus dena, ya us din unhein chhutti dena kaisa hai?

*JAWAB:*
In tehwaron mein shirkat karna na-jaiz-o-haram hai, aur us din ko laaiq-e-ta'zeem samajh kar shirkat karna kufr hai.
Jaisa ke Huzoor Tajush Shariah Alaihir Rahma tehreer farmate hain:
"Holi jo ke ghair-Muslimon ka shi'aar hai, is mein shirkat haram, bad kaam, bad anjaam. Shareek hone walon par tauba farz hai aur tajdeed-e-iman wa tajdeed-e-nikah bhi kar lein."

(Fatawa Tajush Shariya, Jild 2, Safha 74)
----------------------------------
*Manjanib:*
*JAMAT RAZA-E-MUSTAFA*
Basavakalyan, District Bidar, Karnataka.

2 weeks ago | [YT] | 10

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Aao Chalo Chalein!*
Hasan Road (Belur), Karnataka Chalein
Tafseelat Ke liye Postar Ka Muta'ala Karen
----------------------------------
*Sawal:*
Kya farmate hain Ulama-e-Kiram is mas'ale mein ke Hinduo ke tehwar jaise Holi, Dussehra, Diwali wagairah ki mubarakbaad dena kaisa hai?
*Neez,* in tehwaron mein shirkat karna, mithaiyan aur Prasad khana ya unhein dena, ya bataur-e-mubarakbaad tohfe tohfay dena, bonus dena, ya us din unhein chhutti dena kaisa hai?

*JAWAB:*
Hinduo ke tehwar masalan Diwali, Holi, Ram Leela, Dussehra wagairah mein fe'l-e-kufr paya jata hai. Is liye unko mubarakbaad dena, ya unhein behtar samajhna, afzal maanna aur us din ki ta'zeem karna kufr hai. Jaisa ke Allama Sharih-e-Bukhari Alaihir Rahma farmate hain:
"Holi wagairah ki mubarakbaad dena ashadd-e-haram, balkeh munjar ilal-kufr hai. Jo Musalman aisa karte hain, un par tauba, tajdeed-e-iman aur tajdeed-e-nikah lazim hai."
(Fatawa Sharih-e-Bukhari, Jild 2, Safha 566)
----------------------------------
*Manjanib:*
*JAMAT RAZA-E-MUSTAFA*
Basavakalyan, District Bidar, Karnataka.

2 weeks ago | [YT] | 3

Afkar -E- Ahle Sunnat

Aao Chalo Chalein!
Hasan (Belur), Karnataka Chalein
Tafseelat Ke liye Postar Ka Muta'ala Karen
----------------------------------
Manjanib:
JAMAAT-E-RAZA-E-MUSTAFA
Basavakalyan, District Bidar, Karnataka.
Contact number πŸ“ž9721878475

2 weeks ago | [YT] | 5

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah*
Aaj Baad Namaz e isha
*Markaz E ahle Sunnat*
*Masjid E ghareeb Nawaz* Me Zaroor Tashreef layen Aur
*Mahfil E Naat Wa Zikr*
*(Jo Ki Huzoor Syed Badiyuddin Zinda Shah Madar) Ki Bargah Me Khiraj E Aqeedat Pesh Karne Ke liye Sajai Jayegi)* Me Shirkat Farma kar Aqeedat Wo Muhabbat Ke Izhar Ke Sath Sath Apne Ilm wo Amal Me Bhi Khoob izafa farmayen
*Addai!*
JRM *(Jamat Raza-e-Mustafa)* B.Kalyan

2 weeks ago | [YT] | 5

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah*
Aaj Baad Namaz e isha
*Markaz E ahle Sunnat*
*Masjid E ghareeb Nawaz* Me Zaroor Tashreef layen Aur
*Mahfil E Naat Wa Zikr*
*(Jo Ki Huzoor Hujjatul Islam Ki Bargah Me Khiraj E Aqeedat Pesh Karne Ke liye Sajai Jayegi)* Me Shirkat Farma kar Aqeedat Wo Muhabbat Ke Izhar Ke Sath Sath Apne Ilm wo Amal Me Bhi Khoob izafa farmayen
*Addai!*
JRM *(Jamat Raza-e-Mustafa)* B.Kalyan

3 weeks ago | [YT] | 2

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah*
Aaj Baad Namaz e isha
*Markaz E ahle Sunnat*
*Masjid E ghareeb Nawaz* Me Zaroor Tashreef layen Aur
*Mahfil E Naat Wa Zikr*
*(Jo Ki Huzoor Hujjatul Islam Ki Bargah Me Khiraj E Aqeedat Pesh Karne Ke liye Sajai Jayegi)* Me Shirkat Farma kar Aqeedat Wo Muhabbat Ke Izhar Ke Sath Sath Apne Ilm wo Amal Me Bhi Khoob izafa farmayen
*Addai!*
JRM *(Jamat Raza-e-Mustafa)* B.Kalyan

*Minjanib!*
*Faizan e Ghareeb Nawaz* Committee B.Kalyan District Bidar Karnataka

1 month ago | [YT] | 4

Afkar -E- Ahle Sunnat

2𝐧𝐝 𝐒𝐀𝐋𝐀𝐍𝐀 𝐉𝐀𝐋𝐒𝐀 π€π™π„π„πŒ-𝐔𝐒𝐇-𝐒𝐇𝐀𝐍
πŒπ„π‡π…πˆπ‹ 𝐄 πŒπˆπ‹π€πƒ 𝐄 *πŒπ”π’π“π€π…π€* *ο·Ί*
𝐖𝐀 ππ€πˆπ†π‡π€πŒ 𝐄 π†π‡πŽπ”π’ 𝐎 πŠπ‡π–π€π‰π€ 𝐎 𝐑𝐀𝐙𝐀 π‚πŽππ…π„π‘π„ππ‚π„.
𝐁𝐀 πŒπ€π”ππ€ - π˜πŽπ”πŒ 𝐄 π–πˆπ‹π€πƒπ€π“
π‡π”π™πŽπŽπ‘ ππ€πˆπƒ 𝐄 πŒπˆπ‹π‹π€π“ .

πŸ—“οΈ - 17 πŽπ‚π“πŽππ„π‘ 2026 ------- *π’π€π“π”π‘πƒπ€π˜* -------

πŸ•› - 𝐁𝐀𝐀𝐃 ππ€πŒπ€π™ 𝐄 πˆπ’π‡π€

πŸ“ - πŒπ€π’π‰πˆπƒ 𝐄 𝐀𝐇𝐋𝐄 ππ”π‘π€πˆπ’π‡ πŒπŽπŒπˆπππ”π‘π€ 𝐆𝐔𝐋𝐁𝐀𝐑𝐆𝐀 𝐒𝐇𝐀𝐑𝐄𝐄𝐅.

1 month ago | [YT] | 6

Afkar -E- Ahle Sunnat

Tamam Ahbab Se Dua Ki Guzarish hai

1 month ago | [YT] | 3

Afkar -E- Ahle Sunnat

*Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah*
Aaj Baad Namaz e isha
*Markaz E ahle Sunnat*
*Masjid E ghareeb Nawaz* Me Zaroor Tashreef layen Aur
*Mahfil E Naat Wa Zikr*
*(Jo Ki Huzoor Qaid E Millat Ki Bargah Me Khiraj E Aqeedat Pesh Karne Ke liye Sajai Jayegi)* Me Shirkat Farma kar Aqeedat Wo Muhabbat Ke Izhar Ke Sath Sath Apne Ilm wo Amal Me Bhi Khoob izafa farmayen
*Addai!*
JRM *(Jamat Raza-e-Mustafa)* B.Kalyan
*Minjanib!*
*Faizan e Imam Ahmad Raza* commety
B.Kalyan District Bidar Karnataka

1 month ago | [YT] | 1