YouTube growth, monetization aur content creation tips for Indian creators. Har video mein practical strategies jo actually kaam kaarti hain."

"Is channel par tum seekhoge: YouTube channel kaise start kare, video SEO kaise kare, monetization fast kaise achieve kare, thumbnails aur titles optimize kaise kare, aur AI tools se content creation kaise speed up kare."

Is channel par aapko milenge:

✅ YouTube Growth Tips & Tricks
✅ YouTube SEO & Analytics
✅ Monetization Guides
✅ Thumbnail, CTR & Audience Retention Tips
✅ AI Tools for YouTube Creators
✅ Latest YouTube Updates & Features

Mera goal hai ki har creator ko practical aur easy-to-understand information mile, jisse wo apna YouTube channel faster grow kar sake.

Agar aap bhi ek successful creator banna chahte hain, to channel ko **Subscribe** zarur karein aur bell icon ko press karein. 🚀



NeerajYTP

आप सभी को नवरात्रि की ढेरों शुभकामनाएं! 🌺 उत्सव का माहौल शुरू हो चुका है और माता रानी का स्वागत करने के लिए हम सब तैयार हैं।

चैनल की हमारी प्यारी फैमिली से एक छोटा सा सवाल: इस नवरात्रि आप माता रानी से अपने लिए क्या वरदान मांग रहे हैं? या आपका इस बार का क्या प्लान है? कमेंट्स में मेरे साथ शेयर करें! 👇

मां दुर्गा की कृपा आप सब पर बनी रहे। जय माता दी! ❤️

3 weeks ago | [YT] | 1

NeerajYTP

Dosto ❤️

Pichhle 4 din se channel par koi video upload nahi kar paaya… aur sach kahun to iska mujhe bhi bura lag raha tha. 🥺

Kuch personal problems ki wajah se main videos par focus nahi kar pa raha tha. Kabhi-kabhi life mein kuch aise moments aa jaate hain jab hum chahkar bhi apna kaam nahi kar paate… 💔

Lekin ek cheez jo in sab ke beech mere saath rahi, wo hai aap logon ka support aur pyaar. ❤️

Main aapse bas itna kehna chahta hoon ki ab main poori koshish karunga ki aage se aapko zyada wait na karna pade aur channel par regularly videos aati rahein. 🙏

Thank you for staying with me, even when I wasn't able to show up. ❤️

Ab ek baar phir se…
Consistency ke saath wapas aate hain. 🔥❤️

3 weeks ago | [YT] | 2

NeerajYTP

🔴 AAJ LIVE CHANNEL CHECKING!

Aaj LIVE mein aap sabhi ke YouTube channels check karunga 🔥

Batao bhai, aap log kis time LIVE dekhna pasand karoge? 👇

1 month ago | [YT] | 5

NeerajYTP

Next video kis topic par chahiye dosto? 🔥

Thumbnail aur creator apps ke baad, ab agla step kis cheez par detail video dekhna chahte ho? Neeche vote karo aur batao 👇

1 month ago | [YT] | 3

NeerajYTP

Subscribe now 👍
https://youtu.be/Nh7XFUeV2iE

1 month ago | [YT] | 1

NeerajYTP

Which app do you use to make THUMBNAIL in mobile?

1 month ago | [YT] | 6

NeerajYTP

How to Get 4000 Watch Hours Fast ( 3 Secret Strategiest )
https://youtu.be/R7b62lNSyvk

1 month ago | [YT] | 0

NeerajYTP

अब 4000 hrs नहीं 8000 hrs घण्टे चाहिए 😲
👇
https://youtu.be/kt18e_lSPOQ

1 month ago | [YT] | 1

NeerajYTP

YouTube par pehli video banate waqt sabse important kya hai?

1 month ago | [YT] | 6