RealityCheckIndia

🚨 AI आपकी Job ले रहा है — क्या आप तैयार हैं?

RealityCheckIndia पर मिलेगा वो सच जो कोई नहीं बताता — Career, Jobs, Scams और Earning के बारे में बिना झूठ के।

मैं खुद Job Scam में फंस चुकी हूँ — इसीलिए लाखों Indian युवाओं को सच दिखाना मेरा मिशन है।

🎯 यहाँ मिलेगा:
✅ AI vs Jobs — कौन सी नौकरियाँ safe हैं, कौन सी खतरे में?
✅ ₹1 Lakh+ कमाने के Real, Verified तरीके
✅ Job & Investment Scams की पहचान — फंसने से पहले जानो
✅ Career Guidance — Fresher से Career Switch तक
✅ Gemini AI Podcast — AI की नज़र से India का Job Market

💡 क्यों trust करें?
हर opportunity personally verify होती है। कोई fake promises नहीं — सिर्फ data, facts और real stories।

🔔 Subscribe करो — ताकि कोई Reality Check miss न हो!


RealityCheckIndia

Mercor ke $50/hour wale project ka update, jo bahut log comments mein poochh rahe hain.

Maine Mercor ke mail aur unke Slack group, dono se confirm kiya hai: yeh project abhi PAUSED hai. Client ke updates ke baad yeh wapas khulega, lekin abhi koi fixed date nahi hai.

Isliye ek request: sirf is project ke liye MacBook ya koi aur cheez mat kharidna. Comments mein kuch logon ne Mac liya aur agle hi din pause ka mail aa gaya.

Mera ₹76,000 ka bonus jo aap bhi kama sakte ho- kaise mere haath se gaya, aur woh 6-point checklist jo kisi bhi AI training project se pehle check karni hai, sab full video mein hai

Video dekh ke comment mein SETUP likho, main checklist bhej dungi.

Aise hi real updates ke liye channel subscribe kar lo, main har AI platform khud try karke batati hoon.

2 days ago | [YT] | 8

RealityCheckIndia

₹63 Lakh sirf ek referral se? 👀

Ye micro1 ke referral oppurtunity ka real screenshot hai.
Ek shut down company Micro1 ko AI training data ke liye refer karo, deal ho gayi to payout ₹63 lakh tak tumhara.

Aise koi Company ko nahi jaante ? Koi baat nahi aur 2 options bhi hain Earning ki :
✅ AI training jobs: Upto ₹6,000 /Hour
✅ Dosto ko refer karo: ₹2.5 lakh tak referral money kamao

Band company kaise dhoondhein, kaise pitch karein, aur baaki 2 options ka poora process is video mein hai 👇
https://youtu.be/kb7bRu_ligo

Aapke jaan-pehchaan mein koi band company hai? Comment mein likho mein bataungi steps

3 weeks ago | [YT] | 6

RealityCheckIndia

⏰ Bas 1 ghanta baaki!

Aaj raat 9:00 PM LIVE aa rahi hoon. AI, earning, career, jo bhi sawaal hai, le ke aao 💬

👉 “Notify me” daba do: youtube.com/live/DtK_m50lsBA

Milte hain 9 baje! 🙌

4 weeks ago | [YT] | 0

RealityCheckIndia

Aaj raat 9 baje LIVE 🔴 Pehle kis pe baat karein? 👇

4 weeks ago | [YT] | 1

RealityCheckIndia

🔴 KAL LIVE aa rahi hoon!

📅 Saturday, 10 October | ⏰ Raat 9:00 PM IST

AI, online earning, career, skills… jo bhi sawaal hai, kal seedhi baat karenge 💬

Student ho, fresher ho, ghar pe ho ya job dhoondh rahe ho, sab aao. Open baat-cheet, real jawab, koi gyaan nahi.

👇 Abhi link khol ke “Notify me” daba do, taaki live shuru hote hi reminder mil jaye:
youtube.com/live/DtK_m50lsBA

✍️ Apna sawaal abhi comment mein likh do, live mein naam leke jawab dungi 🙌

Milte hain kal raat 9 baje!

#AISeKamai #OnlineEarning #RealityCheckIndia #shvetaonai

4 weeks ago | [YT] | 4

RealityCheckIndia

Series ka 4th platform aaj unlock hoga 🔒
Is baar:
📱 Sirf mobile
🚫 Koi skill nahi
🏠 Ghar ka roz ka kaam
Aur is baar do apps bhi hain jinse main aapko rok rahi hoon.
Video aaj shaam 7 baje live hogi.
Tab tak guess karo: 4th platform kaunsa hai? Comment mein sirf naam likho 👇

1 month ago | [YT] | 6

RealityCheckIndia

Aaj raat 9 baje LIVE 🔴 AI se online earning ke Apne sawal ready rakho — main jawab dungi.link nechey hai

youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share

1 month ago | [YT] | 1

RealityCheckIndia

Saturday ki LIVE mein sabse pehle kis topic par baat karnachahte hai? 👇

Join Here Saturday 9:00 PM - youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share

1 month ago | [YT] | 1

RealityCheckIndia

🔴 Mein LIVE aa rahi hoon — Saturday (26 Sept.) raat 9 baje!

Online kaam, AI jobs, mobile se earning — sab par baat karengey , aapke sawaal bhi hai to join karlena

"Notify Me" dabao 👉 youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share
Apna sawal abhi comment mein likho 👇

1 month ago (edited) | [YT] | 5

RealityCheckIndia

Ek job aisi hai jo abhi ₹10–12 LPA de rahi hai — bina IIT degree, bina coding. 🤯
Naam: AI Agent Orchestrator. GCCs, startups aur IT companies isse bharne ke liye log dhoondh rahi hain… aur candidates hain hi nahi.
Maine poori reality nikaali hai — live job portal proof, entry se senior tak ka salary breakdown, aur ek zero-cost 6-month roadmap jo abhi start kiya ja sakta hai.
2028 mein jab yeh job har hiring portal pe hogi, tab tak competition aa chuki hogi. Abhi window khula hai.
Full video ab live hai 👇
https://youtu.be/YR9Pm8EtxyQ

dekh lo, aur comment mein "AGENT" likhna mat bhoolna — Month 1 ka starter pack reply mein bhej dungi.

3 months ago | [YT] | 1