Dosto agar hamari skin ko hum youthful appearance dena chahte hain,
toh hume pata hai — collagen ka hona skin mein bahut zaruri hai! 💆♀️✨
Lekin market ke collagen products costly bhi hote hain aur har kisi ke liye effective nahi.
Isiliye yeh do simple aur sasti cheezein apni routine mein shamil karein jo naturally collagen production ko boost karti hain:
1️⃣ Neembu Pani –
Din mein kam se kam 2 baar istamaal karein 🍋
Ye aapki body mein jaake collagen production badhata hai
aur jo existing collagen damage hota hai usse repair bhi karta hai 🔄
2️⃣ Amla (Indian Gooseberry) –
Apne routine mein zarur shamil karein.
Ye Vitamin C ka power house hai 💥
Aur iska Vitamin C aap jis bhi form mein lo — juice, raw ya powder —
aapki body mein puri tarah se absorb hota hai ✔️
Patience zaruri hai, but results amazing milenge! 💯
Toh aaj se hi apni skin ke liye ye do nuskhe apnao!
👩⚕️ For more tips & natural remedies:
🔔 Subscribe for more health & wellness content:
👉
bit.ly/3IUhpZX
🌐 Visit:
sehattalks.com/
📲 Connect with Sehat Talks with Gazal:
📸 Instagram:
www.instagram.com/sehattalkswithgazal/
📘 Facebook:
www.facebook.com/sehattalkswithgazal/