Shrikhand Kailash Yatra — meri khud ki yatra aur mera anubhav. 🔱
Yatra aage badh chuki thi… lekin raasta ab aur kathin hone wala tha.
Gaon ki seema paar karte waqt mere paas sirf 2 liter jal aur kuch seb the. Lekin dil mein ek hi naam tha — Mahadev.
Kintu yatra ke pehle hi padav par mere ghutne ki nas khinch gayi. Dard itna tha ki sharir jaise rukne ko keh raha tha… lekin Shrikhand Mahadev tak pahunchne ka sankalp nahi toota.
Yeh kisi kalpanik kahani ka varnan nahi, balki meri khud ki Shrikhand Kailash Yatra ka anubhav hai, jise main AI visual storytelling ke madhyam se aapke saamne rakh raha hoon.
Lekin uske baad jo hua…
usne meri poori Yatra ko ek naya mod de diya. 🔱
👉 Ep_03 ke liye channel ko Subscribe karke is Yatra se jude rahiye.
🙏 Har Har Mahadev
🔱 Jai Shrikhand Mahadev
🚩 Om Namah Shivay
#ShrikhandKailashYatra#ShrikhandMahadev#Mahadev#Shiv#KailashYatra#MahadevBhakti#ShivBhakti#ShrikhandYatra#BhaktiShorts#SpiritualShorts#Shorts