"Namaste dosto! Holi ke is paavan parv par, main aapke liye laya hoon ek sukoon bhara bhajan 'Wo Radha Hai'. Krishna aur Radha ki bhakti mein dooba ye gaana aapko jarur pasand aayega. 😇😌
Agar aapko meri singing pasand aaye to video ko LIKE karein aur mere channel 'Passionate Vocalist' ko SUBSCRIBE karna na bhoolein!
Aap sabhi ko Holi ki hardik shubhkamnayein! 🙏🎨✨