Satyam Vlogs | Agriculture College Life

🌱 Namaste doston! Main Satyam hoon, Giridih (Jharkhand) se.

Main NSU mein B.Sc Agriculture padh raha hoon. Is channel par main apni college life aur daily life real tarike se share karta hoon.

Is channel par milega:
🎓 Agriculture college life, lab aur field work
🌾 B.Sc Agriculture admission aur career info
🎥 Daily life aur lifestyle mini vlogs
🚌 Travel vlogs (Ranchi, Jamshedpur, Giridih)
🎉 Programs aur events ki jhalak
😄 Dosto ke saath masti
📅 Naya video har hafte.

🔔 Subscribe karein aur Bell icon dabayein.
💬 Sawal ho toh comment mein poochiye.
📩 Business: (satyak9739@gmail.com)

Disclaimer: Yeh channel personal experiences par based hai aur sirf entertainment aur information ke liye hai.

Music: NCS Release