kumaoni culture with comedy


Swagat hai "kumaoniculturewithcomedy" ke parivaar mein!🙏✨
Kya aap ek hi jagah par Hansi (Comedy) aur Ehsaas (Emotions) dhoond rahe hain? Toh aap bilkul sahi channel par aaye hain!
Mera naam hai Hira pokhariya, aur main aapke liye laati hoon aise Shorts jo kabhi aapke chehre par muskan layenge, toh kabhi aapke dil ko chhu jayenge. ❤️
Is channel par aapko milega:
😂 Desi Comedy: Rozana ki zindagi ke mazedaar kisse. Mere aur mere husband ke dwara banae Gaye प्यारे-प्यारे shorts.
🙏 Kumauni Nepali aur Garhwali songs ke latest shorts video jo aapko Dil Se pasand aaenge
🎥 Lifestyle Vlogs: Meri life ki choti-badi khushiyan sirf Shorts mein!
Mera Goal: Aapka din thoda behtar banana aur ek mazboot family khadi karna. 🎯
Aapka ek Subscribe mere liye bahut bada support hai. Toh der kis baat ki? Abhi SUBSCRIBE kijiye aur meri journey ka hissa baniye! ✅
#kumauni culture with comedy #Shorts #Comedy #Emotional #LifeVlogs #TrendingShorts #DesiHumor