Assalam-o-Alaikum 🤍
My channel name Hafiz Aqib
Is channel par aap ko Quran Pak ki khoobsurat aur dil ko sukoon dene wali tilawat sunne ko mile gi, jo tajweed ke sath aur behtareen awaz mein pesh ki jati hai۔
✨ Is channel ka maqsad:
Quran Pak ki talawat ko aam karna
Logon ke dilon tak Allah ka kalaam pohanchana
Imaan aur roohaniyat ko mazboot karna
📌 Aap yahan hasil kar sakte hain:
Mukammal Surahs ki tilawat
Choti aur bari Surah ki tilawat
Sukoon bhari aur dil ko lagne wali awaz
🤲 Agar aap ko Quran Pak ki tilawat pasand hai to: 👍 Video ko Like karein
💬 Comment mein apni raaye dein
🔔 Channel ko Subscribe kar ke bell icon zaroor dabayein
Allah hum sab ko Quran samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen 🤲