Mohabbat e Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam eman ki buniyad hai. Iss channel me ham auliya Allah ki ta'alimaat, wilayat ke raaj aur Allah ke kurb ke raste aur auliya Allah ke kitne silsile aur kahan se jaari hue in sab par Roshni dalenge. InsaAllah