Abdul Hadi Abdul Bari

Assalamu Alaikum Wa rahmatullahi Wabarakatuh 🤍
Yeh Islamic channel 2 masoom bachchon – Abdul Hadi aur Abdul Bari aur unke Abbu ki ek chhoti si koshish hai 🌸
Is channel par aapko milengi
📿 Quran ki pyari baatein
🕌 Islamic short videos
🤲 Dua, naat aur Deen se judi baatein
✨ Bacchon ki zubaan me Islam ka paighaam
Hum sab se guzarish karte hain ke
🙏 is Islamic channel ko support karein
👍 Video ko like karein
📤 Share karein
🔔 Channel ko subscribe karein
Aapka ek chhota sa support in bachchon ka hausla badha sakta hai aur Deen ka paighaam aur logon tak pahucha sakta hai 🤍
Allah ta’ala hum sab ko Deen ki samajh ata farmaye
Ameen Ya Rabbul Aalameen 🤲

voice made by ai