Welcome to the best Islamic Moral Cartoons for Kids!
Yahan milengi dilchasp aur rangin Islamic moral stories jo bacchon ko achi baatein sikhati hain. Hamari har cartoon kahani mein masti ke saath saath ibarat bhi hoti hai — taake bacche dil se seekhein.
Is channel par aapko milenge:
Islamic moral cartoons for kids
Bacchon ki islami kahaniyan
Short moral stories in Roman Urdu
Colorful 3D animated Islamic cartoons
Ammi-Abbu ki baat manne wali kahaniyan
Dua, sabar, sachai aur ache character ki stories
Pakistani Muslim environment wale cute cartoons
Har video mein simple language, pyaari animation aur clear moral lesson hoti hai jo 3 se 12 saal ke bacchon ke liye perfect hai. Parents bhi apne bachon ke saath dekh kar sikha sakte hain.
Hamara maqsad hai ke bacche has kar, seekh kar aur achi aadatein apna kar bade hon.
Agar aap chahte hain ke aapke bacche:
Sach bolna seekhein
Ammi-Abbu ki baat mane
Dua karna seekhein
Ghalat kaam se bachein
Shared 2 months ago
4 views
Shared 2 months ago
0 views