Rustam nat official

Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu 🤍

Welcome to Rustam Naat Official —

“Ye mehfil Rustam ki nahi… ye mehfil Mustafa ﷺ ki hai.”

Is channel par aapko milegi dil ko sukoon dene wali Naat Sharif, Salam, aur roohani kalam jo mohabbat-e-Rasool ﷺ se labraiz hain.

Har mehfil ka maqsad sirf ek hai —
Durood ki khushboo har dil tak pahunchana. 🌙✨
Agar aap Naat pasand karte hain to channel ko Subscribe karein aur is paighaam ko share karein.

📌 New Naat Videos Regulars

Allah aap sab ko khush rakhe 🤲💚