Hafiz Imran Misbahi Official

Assalamu Alaikum!
Ye channel Hafiz Imran Masbahi ka hai. Yahan aapko Qurani taleemat, Hadees-e-Mubarak, Naat Shareef, Islami maloomat, aur roohani baatein sunne ko milengi. Maqsad sirf Islam ka paighaam pohnchana aur logon ko deen ki taraf bulana hai.

Har video mein koshish hoti hai ke seedhe aur asaan alfaaz mein baat ki jaye taake har shakhs samajh sake.

Is channel ko subscribe karein aur Islami taleemat ka hissa baniye.
JazakAllah Khair